Hero Image

Jeetain $20,000

Kya aap ko Muzz par koi pasand aa gaya? Hum day rahay hain aik khushnaseeb couple ko $20,000 taakay woh shaadi kar sakain.

Hum day rahay hain $20,000!

Muzz par 500,000 shaadian honay ki khushi main hum iss mahinay aik Muzz couple ko daingay $20,000 taakay woh apna khuwaab poora kar sakain. Woh khuwaab chahay shaadi ka ho ya kuch aur khareednay ka, woh aap ki marzi!

Kya aap aisay couple ko jaantay hain jo Muzz par milay thay? Unhain refer karain aur unn kay jeetnay par payain $500. Detail yahan email karain.

Kaisay shaamil hon?

Step 1

Apnay honay walay partner kay sath 1 minute ki video record karain aur apni Muzz story batayain. Inn say mutasir hon.

Step 2

Apni story neechay diyay huay form par submit karain

Step 3

Kuch couples ko select karnay kay baad unn ki Muzz team kay sath video call ho gi

Step 4

Aik khushnaseeb couple ko select kar kay unn say raabta kiya jayay ga aur results hamaray social media par announce kiyay jayain gay. Follow karain @muzz_app ko.

Neechay diyay huay form ko fill karain aur payain $20,000 jeetnay ka mauka!

Kisi maslay ki soorat may [email protected] par email karain

*
Required
*
*
*
*
*
Location
*
*
*
*
*
*
*

Abhi tak ki Muzz kahaniyan

Samajh nahin aa raha keh kaisay video banayain?

Tarkeebain:

  • Phone ko side may kar kay video banayain, landscape position may
  • Apna background saaf aur pyara rakhain
  • Apna taaruf karwayain aur apni kahani kay baray may kuch anokha batayain
  • Humain aap kay pyaray chehray dekhnay hain! Khirki ki taraf ho kar video banayain taakay qudrati roshni milay

Sharayit o zawabit

Sunni musalman
Gair shadi shuda musalman
Gair shadi shuda muslim ka app
Shia Musalman
Muslim shadi
Muslim shadi app
Muslim dating
Muslim dating app
Islami dating
Arab main muhabbat
Arab dating
Arab se baat chet