Gold membership aap ko behtareen filters, latadaad profiles or boht se aisay features faraham karta hai jis se aap apni pasand k partner ko ba-asaani dhoond saktay hain. Hamare Gold memberan baqi membaran k muqablay mai 2x tezi se apna partner talash karte hain.
Gold per upgrade karianMuzz par koi khaas insaan aap k intezar mai hai or hamare search tools aap ko os insaan ko talash karnay mai madad karengay. Apni pasand yani mazhabi, pesha, taleem, zubaan or aisay deegar options k mutabiq profiles talash karain
Free memberaan rozana ek khaas limit tk profiles dekh saktay hain jab k Gold memberan rozana latadaad profiles dekh saktay hain. Aap ads se bhe mahfooz rehtay hain thakay sakoon se apna partner talash kar sakain.
Tau aap ks cheez ka intezar kar rahay hain? Jin logo mai aap ko dilchaspi hai aap unhain fori taur par tareef bhaij saktay hain or baat shuru kar saktay hain. Aap ke shaadi mai sirf ek tareef ka fasla ho sakta hai.
Laakhon logo mai apna profile boost kr k numaya nazar aye. Har baar jab aap ka profile boost hota hai tau aap baqi memberan se 30 gunah ziyada logo ko nazar atay hain
Ghalti se ghalat button dab gaya? Soch rahay ho k ksi ko dubara chance dena chahye? Aap apna irada tabdeel kar saktay hain jin memberan ko aap ne swipe kar dya ya block kar dya
Ham apnay memberan ko apni tasveer chupanay mai support kartay hain. Agar aap dhundli tasaveer se tang hain or sirf chehray walay tasaveer ko dekhna chahtay hain tau aap filter laga k dhundli tasveer walay profiles ko hide kar saktay hain
Profile pe badge laga k aap dekha saktay hain k aap shaadi ko le kar serious hain. Lekin fikar na karain aap is badge ko chahain tau chupa saktay hain
Aap ko ksi ne unmatch kar diya? Aap dubara chat karna chahtay hain? Gold membership k sath aap dubara baat karnay k leye request kar saktay hain