In aasna mufeed nukat par amal karne se aap ko mahfooz aur mazedar Muzz ka tajurbah hasil hoga.
Bank khate, credit card number ya social security number jaise raqam bhejne ya maloomat ka ishterak karne ki darkhwast per dhiyan na dain. Agar koi aap se is ke liye poochta hai to, fori taur per in ki report karain.
Jati tafsiylat ka ishterak tab tak na karain jab tak aap 100% puryaeen na hon. Apna pura naam, phone number, email, pata aur social handles ko niji rakhain.
Kuch scammers chat ya email main mushtaba links per tap karne ke liye aap ko uksane ki kosis kar sakte hain. Muzz kabhi bhi aap ko saarif nam ya passpoert talab karne wala email nahi bhejega.
Jab tak aap shaksi taur per milne ke liye tayyar na hon, tab tak apni baat cheet app per karain. Is se aap ke rabte ki tafsilat mahfooz rahegi aur is ka matlab hai k hum report per fori taur per karwai kar sakte hain.
Scroll to the bottom of their profile.
Tap the “report and block” button
Let us know why you’re reporting/blocking them.
You can get in touch with our 24/7 Community Support team by email or directly via the app. Sending screenshots and detailed information helps us address your report quicker.
For your security please only email us from the address you signed up to Muzz with.
Haqeeqi dunya main apne match se milna kafi johsh bhara hota hai. lekin ise mehfooz aur halal tareqe se karna aham hai.
Apni pehli mulaqat kahin awami muqamat main karain jaise ke cafe ya museum. Niji jaghon ya alag thalag jaghon per milne se bachain.
Apne mansoobe ko kisi aise fard ke saath share karain jis per aap bahrosa karte hoon ke App kis se mil rahe hain, aap kahan honge aur kab tak ghar aayenge. Aisi surat main apna phone saath rakhain.
Yahan tak ke agar aap ke match ne razakarana taur per aap ko lene ya chordne ki baat kahi hai, to aap ko khud ke naq-o-hamal ka intazam karna chahiye.
Apni swabdeed per bhrosa karian aur ahteyat bartain. Agar aap aramda mahsoos nahi karte hain to aap ko chordne ke baare main kabhi bura mahsoos nahi karna chahiye.