Madad | muzz 101 | Main duri aur mulk ke lihaz se profileon ko kaise filter karun?

Main duri aur mulk ke lihaz se profileon ko kaise filter karun?

Muzz main, hum ye samajhte hain ke durust fard ko pana kitna aham hai.

Fasle se filter kise karain

1. Niche wale bar mein tatli ke icon per tap karain

2. ouper wale bar mein filters icon per tap karain

3. Fahrist mein "maqaam" akhtiyar par dabayen

4. "Fasla" toggle ko on karein

5. Apni pasand ke mutabiq fasle ki had ko muwafiq banayen

6. Screen ke opri hisse mein mojud wapsi ke line ko dabayen

7. X icon ko dabayen

Mulk ke zariye filter karne ka tareeqa

1. Niche maujood bar main titli wale icon per tap karain

2. Upar maujood baar main filters icon per tap karain

3. Filters main "Muqam" ikhtiyar per tap karain

4. "Mulk" wale toggle ko on karain

5. Aap ji mumalik ko shamil karna chahte hain inhain muntakhib kren

6. Screen ke upri hisse per maujood wapas jaiyan wale teer ke nishan per tap karain

7. X icon per tap karain

Can’t find your answer?

If you have questions about how Muzz works, or need technical troubleshooting help, please check out our Help & Support page.

Sunni musalman
Gair shadi shuda musalman
Gair shadi shuda muslim ka app
Shia Musalman
Muslim shadi
Muslim shadi app
Muslim dating
Muslim dating app
Islami dating
Arab main muhabbat
Arab dating
Arab se baat chet