Profile verification mein kitna waqt lagta hai?
Profile verification mein aam taur par sirf chand minute lagte hain! ⏳
Jin soorton mein hamari team ko mudakhlat karni pare – hum wada karte hain ke aap ki verification jald az jald manzoor karenge! Masroof auqaat mein, baraye meharbani sabr karein.
2 din se zyada ho gaye? App mein hamein message karein, aur hum aap ke liye check kar lenge! 😊
Can’t find your answer?
If you have questions about how Muzz works, or need technical troubleshooting help, please check out our Help & Support page.